giitaayan An Interface to ISB

mai.n nahii.n kahataa bujurgo.n ne kahaa hai - Sooryavanshi (1992)  

Lyrics: Kulwant Jani | Music: Anand-Milind | Singer(s): Kumar Sanu, Asha 
View in Nagari (Hindi)
ku : mai.n nahii.n kahataa bujurgo.n ne kahaa hai jo kahaa hai vo bhii kitanaa sach kahaa hai thak kar ruk jaanaa jinhe.n ma.nzuur nahii.n hai unake li_e ko_ii bhii ma.nzil duur nahii.n hai mai.n nahii.n kahataa ... zi.ndagii dariyaa hai ek bahataa hu_aa rokane se jo kabhii rukataa nahii.n hai -2 aa : aur himmat ho agar insaan me.n mushqilo.n ke saamane jhukataa nahii.n mai.n nahii.n kahatii ... ku : jo kahaa hai vo ... aa : jo kahaa hai vo ... ku : maut kab aa_egii isakaa faisalaa zindagii milane se pahale ho chukaa phir ye kaisaa Dar dilo.n me.n maut kaa kyo.n pareshaa.n ho rahe hai.n ham bhalaa mai.n nahii.n kahatii ... aa : jo kahaa hai vo ... zindagii zindaadilii kaa naam hai maut kaa charchaa bhalaa ham kyo.n kare.n -2 aisii baate.n jin par hamaaraa bas nahii.n kyo.n na ham unako Kudaa par chho.D de.n ku : mai.n nahii.n kahataa ... aa : jo kahaa hai vo ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.