% Kishor solo:
%
( kitane bhii tuu kar le sitam ha.Ns-ha.Ns ke sahe.nge ham -2
ye pyaar na hogaa kam sanam terii qasam
sanam terii qasam o sanam terii qasam -2 ) -2
jitanaa ta.Dapaa_egii mujhako utanaa ta.Dapegii tuu bhii
jo aaj hai aarazuu merii vo kal terii aarazuu hogii
ye jhuuTh nahii.n sach hai sanam
sanam terii qasam ...
nafarat se dekhanaa pahale andaaz pyaar kaa hai ye
kuchh hai aa.Nkho.n kaa rishtaa gussaa ikaraar kaa hai ye
ba.Daa pyaaraa hai teraa julam
sanam terii qasam ...
%
% Asha solo:
%
( kitane bhii tuu kar le sitam ha.Ns-ha.Ns ke sahe.nge ham -2
ye pyaar na hogaa kam sanam terii qasam
sanam terii qasam o sanam terii qasam -2 ) -2
maanaa ke Kataa merii hai par itanii sazaa na de tuu
le pa_iyaa.N pa.Duu tere sajanaa ab to gale lagaa le tuu
tere dam se hai meraa dam
sanam terii qasam ...
aise hii ruuTh ke mujhase ab aur kahaa.N jaa_egaa
aaho.n me.n asar hogaa to tuu lauT ke phir aa_egaa
are tuu hai to kyaa hai Gam
sanam terii qasam ...
|