aahaa aahaa aa ye suhaanaa safar -2
sukh bhii nahii.n hai dukh bhii nahii.n hai
rukatii nahii.n hai nazaaro.n pe nazar
aahaa aahaa aa ye ...
ho havaa_e.N jhuum rahii hai.n
gulo.n ko chuum rahii hai.n
rokuu.N mai.n kaise aise u.Daa jaa_e jaise
maa.Ng li_e ho.n kisii pa.nchhii ke par
aahaa aahaa aa ye ...
ho musaafir chalataa hii jaa_e
kabhii ma.nzil naa aa_e
phir dhiire-dhiire haule-haule mujhase ye dil bole
kaT jaa_e raste me.n saarii umar
aahaa aahaa aa ye ...
ko : chhup-chhup sai.nyaa patalii qamar morii naazuk baiyaa.N
ho mujhe ye raah naa bhulaa de
kahii.n ye aur naa pahu.Nchaa de
kaisii hai ye matavaalii lambii-lambii kaalii-kaalii
zulf kisii kii hai yaa Dagar
aahaa aahaa aa ye ...
|