giitaayan An Interface to ISB

ho.nTho.n pe kisii kaa naam ... isakaa kyaa matalab hai - Sanam (1951)  

Lyrics: Qamar Jalalabadi | Music: Husnlal-Bhagatram | Singer(s): Suraiya 
View in Nagari (Hindi)
kuchh samajh me.n nahii.n aataa ho.nTho.n pe kisii kaa naam kisii ko a.nkhiyaa.N kare.n salaam ke isakaa kyaa matalab hai -2 jawaanii chhe.D rahii hai giit -2 kisii se hu_ii aapako priit -2 ke isakaa ye matalab hai -3 sharam se cheharaa hu_aa gulaabii merii aa.Nkhe.n hu_ii.n sharaabii ke isakaa kyaa matalab hai -2 kisii ne chhe.Daa dil kaa taar -2 chhanaachhan bajane lagii sitaar -2 ke isakaa ye matalab hai -3 nii.nd na aaye saarii raat chahe dil mulaaqaat -2 chahe dil mulaaqaat mulaaqaat ke isakaa kyaa matalab hai -2 kisii ko dil ne kiyaa ma.nzuur -2 rahaa.N na jaaye piyaa se duur -2 ke isakaa ye matalab hai -3
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.