giitaayan An Interface to ISB

mujhase bhalaa ye kaajal teraa nain base din\-rain - The Train (1970)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: R D Burman | Singer(s): Rafi, Lata 
View in Nagari (Hindi)
ra : mujhase bhalaa ye kaajal teraa nain base din-rain nii soNiye -2 la : ho chho.D bedardii aa.Nchal meraa ho ga_ii mai.n bechain re soNeyaa -2 ra : naam kii tuu hai merii sajaniyaa naam kaa huu.N mai.n teraa piyaa o reshamii laT se khele ye gajaraa duur se tarase meraa jiyaa naa naa la : haa.N haa.N ra : taubaa la : taubaa kaisii naam hai premii paagal teraa to sa.ng laage nain re soNeyaa -2 prem galii me.n hogaa na balamaa tujhasaa diivaanaa aur ko_ii o chain u.Daanaa nii.nd churaanaa siikhe tujhase chor ko_ii naa naa ra : haa.N haa.N gorii la : kyaa hai sai.nyaa ra : huu.N mai.n to ghaayal teraa ta.Dapuu.N saarii rain nii soNiye -2 la : chho.D bedardii aa.Nchal ... ra : chaahe pavan ho chaahe kiraN ho chhuune na duu.Ngaa teraa badan la : jalataa hai man to man me.n chhupaa ke rakh le mujhe tuu mere sajan naa naa ra : haa.N haa.N raanii la : kyaa hai raajaa ra : haa.N ruup barasataa baadal teraa pyaase hai.n nain nii soNiye -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.