giitaayan An Interface to ISB

kaliyo.n sii palake.n hai.n palako.n me.n kaajal hai - Vishwavidhata (1997)  

Lyrics: P K Mishra | Music: A R Rahman | Singer(s): Hariharan 
View in Nagari (Hindi)
kaliyo.n sii palake.n hai.n palako.n me.n kaajal hai %(the eyelids are like buds, there is black decorative paste in the eyelids) chaa.Ndanii saa cheharaa hai kaise sa.mbhaale.n dil %(the face is like moonlight, how do i control my heart) zulfe.n ghaTaa_o.n sii gaalo.n pe kaalaa til %(the hairlocks are like clouds, there is black mole on cheeks) kamasin adaaye.n hai.n kaise sa.mbhaale.n dil %(there are childish styles, how do i control my heart) khilatii javaanii hai rut bhii suhaanii hai %(the adulthood is blooming, the season is also enchanting) phuulo.n ke cheharo.n pe kis kii kahaanii hai %(whose story is there on the face of the flowers) pa.nchhii kii tarah kyuu.N chaahate.n hai.n cha.nchal %(why the loves are mischievious like birds) ThaNDii havaa_o.n me.n aaj kaisii halachal %(what type of movement is there in the cold winds) ho.nTho.n pe chhalakii hai ikaraar kii shabanam %(the dew of agreement has overflown on your lips) tere Kayaalo.n me.n hai pyaar kii saragam %(the octave of love is there in your thoughts) laharaa rahaa hai yuu.N kaamanii kaa aa.Nchal %(the scarf of the beautiful lady is wavering as if) laharaa rahaa jaise nadiyaa kaa nirmal jal %(the clean water of river is wavering)
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.