giitaayan An Interface to ISB

yaaro.n kaa ye haal hai ... yaar apane ghar jaa_o - Yeh Kya Ho Raha Hai (2002)  

Lyrics: Javed Akhtar | Music: Shankar-Ehsaan-Loy | Singer(s): Shaan, Shankar, Kunaal 
View in Nagari (Hindi)
yaaro.n kaa ye haal hai sur hai na taal hai phir bhii ye naache.nge phir bhii ye gaa_e.Nge naache.nge gaa_e.Nge hamako haraa_e.Nge inakaa khyaal hai yaar apane ghar jaa_o kaun ham hai.n na tumane ye jaanaa hamako dekhaa magar naa pahachaanaa duniyaa kii shaan ham hai.n aa.Ndhii tuufaan ham hai.n dekho na aise tum hamase aka.Do rastaa tum apane ghar kaa paka.Do yaar apane ghar ... phir bhii biga.Date hai.n phir bhii aka.Date hai.n gaa ke jhaga.Date hai.n naach ke la.Date hai.n ye to kamaal hai yaar apane ghar ... kaun ham hai.n samajh lo tum pyaare din me.n tumako dikhaa de.n ham taare saarii baate.n tumako sikhaa de.n tum jo na jaano.n tumhe.n bataa de.n aasamaa.n niilaa hai kyuu.N jaanate ho paanii ye giilaa hai kyuu.N jaanate ho ye zamii.n gol hai kyuu.N jaanate ho Dhol me.n pol hai kyuu.N jaanate ho kuchh bhii nahii.n jaanate ho agar tum kyuu.N ghar se baahar phirate ho gumasum yaar apane ghar ... munnaa apane ghar jaa_o are pappuu apane ghar jaa_o
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.