giitaayan An Interface to ISB

is paapa kii duniyaa se ab aur kahii.n le chal - Dukhiari/ A Tale Of Selfless Love (1937) and Zamana (1938) (1937)  

Lyrics: Gauri Shankar Lal 'Akhtar' | Music: Anil Biswas | Singer(s): Amirbai 
View in Nagari (Hindi)
she renders 'paap' with that ending 'a' sound that is normally dropped in hindi speech, hence I have written that as 'paapa' is paapa kii duniyaa se, ab aur kahii.n le chal -2 chit chain jahaa.N paa_e chit chain jahaa.N paa_e, le chal tuu wahii.n le chal is paapa kii duniyaa se, ab aur kahii.n le chal logo.n kii jafaa_o.n se, duniyaa kii nigaaho.n se -2 aa duur kahii.n le chal aa duur kahii.n le chal, ab aur kahii.n le chal is paapa kii duniyaa se, ab aur kahii.n le chal -2 chit chain jahaa.N paa_e chit chain jahaa.N paa_e, le chal tuu wahii.n le chal is paapa kii duniyaa se, ab aur kahii.n le chal -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.