giitaayan An Interface to ISB

jiivan jyoti bujhatii jaaye, tujh bin kaun jagaaye - Vidya (1948)  

Lyrics: Yashodanandan Joshi | Music: S D Burman | Singer(s): Amirbai 
View in Nagari (Hindi)
jiivan jyoti bujhatii jaaye tujh bin kaun jagaaye -2 prabhuu jii -2 tujh bin kaun jagaaye ( chaaro.n or chhaayaa a.ndhiyaaraa suujhat naahii.n duur kinaaraa ) -2 teraa hii hai ek sahaaraa -2 tujh bin kaun sujhaaye -2 prabhuu jii -2 tujh bin kaun sujhaaye ( dukh aaye parawaah nahii.n hai dukh paane kii chaah nahii.n hai dukh aaye mai.n muurakh ma.nzil ko Dhuu.NDhuu.N -2 tujh bin kaun bataaye -2 prabhuu jii -2 tujh bin kaun bataaye ulajhe hai.n jab uu.Nch-niich kii ulajhan me.n uu.Nch-niich kii ulajhan me.n bolo kaise chain mile phir jiiwan me.n chain mile phir jiiwan me.n banii hamaarii biga.D rahii hai -2 tujh bin kaun banaaye -2 prabhuu jii -2 tujh bin kaun banaaye
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.