giitaayan An Interface to ISB

hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N - Aandhiyaan (1952)  

Lyrics: Pt Narendra Sharma | Music: Ali Akbar Khan | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N aatii hai.n duniyaa me.n sukh-dukh kii sadaa yuu.N aa.Ndhiyaa.N, aa.Ndhiyaa.N -2 hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N kyaa raaz hai, kyaa raaz hai kyaa raaz hai, kyaa raaz hai aaj parawaane ko bhii apanii lagan par naaz hai, naaz hai kyo.n shamaa bechain hai, Kaamosh hone ke liye -2 aa.Nsu_o.n kii kyaa zaruurat -2 dil ko rone ke liye -2 tere dil kaa saaz pagalii -2 aaj beaawaaz hai -2 hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N Part II aa hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N -2 aatii hai.n duniyaa me.n sukh-dukh kii sadaa yuu.N aa.Ndhiyaa.N, aa.Ndhiyaa.N aa_ii.n aisii aa.Ndhiyaa.N aa_ii.n aisii aa.Ndhiyaa.N, aa.Ndhiyaa.N bujh gayaa ghar kaa chiraaG dhul nahii.n sakataa kabhii jo pa.D gayaa aa.Nchal me.n daaG -2 the jahaa.N aramaan the jahaa.N aramaan us dil ko milii barabaadiyaa.N, barabaadiyaa.N hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N -2 Part III zi.ndagii ke sabz daaman me.n -2 kabhii phuulo.n ke baaG zi.ndagii ke sabz daaman me.n zi.ndagii me.n surK daaman me.n kabhii kaa.NTo.n ke daaG -2 kabhii phuulo.n ke baaG kabhii kaa.NTo.n ke daaG phuul-kaa.NTo.n se bharii hai.n zi.ndagii kii waadiyaa.N hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N aatii hai.n duniyaa me.n sukh-dukh kii sadaa yuu.N aa.Ndhiyaa.N, aa.Ndhiyaa.N -2 hai kahii.n par shaadamaanii aur kahii.n naashaadiyaa.N
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.