giitaayan An Interface to ISB

duniyaa me.n nahii.n ... zamaanaa sach kahataa hai - Ambar (1952)  

Lyrics: Shakeel | Music: Ghulam Mohammad | Singer(s): Lata, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
la : duniyaa me.n -2 duniyaa me.n nahii.n ko_ii yaar wafaadaar zamaanaa sach kahataa hai -2 yahaa.N karanaa kisii se pyaar hai bekaar zamaanaa sach kahataa hai -2 ra : dukh-dard kaa hai baazaar ye sa.nsaar zamaanaa sach kahataa hai -2 milanaa hai yahaa.N dushwaar dil ko karaar zamaanaa sach kahataa hai -2 la : kar gaye wo bhii hamase kinaaraa jianko basaayaa man me.n pyaar kii baazii jiit sakaa hai ko_ii na is jiiwan me.n -2 hotii hai yahaa.N har baar dil kii haar zamaanaa sach kahataa hai -2 ra : qisamat ne majabuur banaakar chhiin liyaa sukh hamase kaayaa is qaid me.n aa kar kaun bachaa hai Gam se -2 chalate hai.n yahaa.N par waar Gam ke hazaar zamaanaa sach kahataa hai -2 la : duniyaa me.n nahii.n ko_ii yaar wafaadaar zamaanaa sach kahataa hai -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.