giitaayan An Interface to ISB

dekh idhar o jaaduugar hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N - House No. 44 (1955)  

Lyrics: Sahir | Music: S D Burman | Singer(s): Asha, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
dekh idhar o jaaduugar dekh idhar o jaaduugar hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N -2 chalaa hai kahaa.N dekh idhar o jaaduugar aa o dil par Dore Daal ke tuune kar liyaa hamako bas me.n -2 pahale hii mel me.n khaa baiThe ham mar miTane kii qasame haay pahale hii mel me.n khaa baiThe ham mar miTane kii qasame tirachhii nazar thii yaa Ka.nzar hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N chalaa hai kahaa.N dekh idhar o jaaduugar aa ho o o he e e aa aa pal do pal kii hai.n ye bahaare.n pal do pal ke mele -2 kyaa jiitegaa dil kii baazii jo Dar-Dar kar khele soch na kar baa.Nke dilabar hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N chalaa hai kahaa.N dekh idhar o jaaduugar ho o o jaaduugar hame.n ghaayal are hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N chalaa hai kahaa.N dekh idhar ho jaaduugar ho jaaduugar ho jaaduugar % Chorus: ho jaaduugar hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N dekh idhar ho jaaduugar aa : oy jaaduugar ko : hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N dekh idhar ho jaaduugar hame.n ghaayal kar ke chalaa hai kahaa.N dekh idhar ho jaaduugar
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.