giitaayan An Interface to ISB

teraa mujhase hai pahale kaa naataa koii - Aa Gale Lag Jaa (1973)  

Lyrics: Sahir | Music: R D Burman | Singer(s): Kishore, Sushma Shreshtha 
View in Nagari (Hindi)
teraa mujhase hai pahale kaa naataa koii yuu.N hii nahii.n dil lubhaataa koii jaane tuu yaa jaane naa, maane tuu yaa maane naa ... This stanza is only in the solo Kishore version (dhuaa.N dhuaa.N thaa vo samaa, yahaa.N vahaa.N jaane kahaa.N) -2 tuu aur mai.n kahii.n mile the pahale dekhaa tujhe to dil ne kahaa jaane tuu yaa jaane naa, maane tuu yaa maane naa ... % This stanza is in both versions % It is sung by Sushma Shreshtha in the duet version (dekho abhii khonaa nahii.n, kabhii judaa honaa nahii.n) -2 ab ke yuu.N hii mile rahe.nge dono.n vaadaa rahaa ye is shaam kaa jaane tuu yaa jaane naa, maane tuu yaa maane naa ... % This stanza is only in the duet version It is sung by Kishore vaade gaye baate.n ga_ii.n, jaagii-jaagii raate.n ga_ii.n chaahaa jise milaa nahii.n, to bhii hame.n gilaa nahii.n apanaa to kyaa jiye mare chaahe kuchh ho tujhako to jiinaa raas aa gayaa jaane tuu yaa jaane naa, maane tuu yaa maane naa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.