giitaayan An Interface to ISB

zaraa saa jhuum luu.N mai.n - Dilwaale Dulhaniyaa Le Jaayenge (1995)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Jatin-Lalit | Singer(s): Asha, Abhijit 
View in Nagari (Hindi)
huu.N huu.N ... laa laa laa ... aa : zaraa saa jhuum luu.N mai.n abhi: are na re na re na aa : zaraa saa ghuum luu.N mai.n abhi: are na re na re na aa : aa tujhe chuum luu.N mai.n abhi: are na re baabaa na aa : mai.n chalii banake havaa abhi: rabba mere mai.n_nu bachaa aa : mausam bhii be_imaan mastii kaa ye samaa roko logo.n zamii.n pe girane lagaa aas_maa.N Thumak Thumak ke jhuuluu.Ngii mai.n u.Dake gagan ko chhuu luu.Ngii mai.n chalii banake havaa abhi: rabba mere mai.n_nu bachaa ... aa : ThaNDii ThaNDii pavan jalataa hai ye badan jii chaahataa hai banaa luu.N tujhako apanaa sajan hu_aa nahii.n ye pahale kabhii merii chaal badal gayii abhii abhii mai.n chalii banake havaa abhi: rabba mere mai.n_nu bachaa ... abhi: jaatii hai tuu kahaa.N jaan-e-man jaan-e-jaa.N la.Dakii hai tuu khuubasuurat la.Dakaa mai.n naujavaa.N tujhe gale lagaa luu.N aa palako.n me.n biThaa luu.N aa ho gayaa mujhe nashaa aa : rabba mere mai.n_nu bachaa ... abhi: zaraa saa jhuum luu.N mai.n aa : are na re na re na abhi: zaraa saa ghuum luu.N mai.n aa : are na re na re na abhi: aa tujhe chuum luu.N mai.n aa : are na re baabaa na abhi: mai.n chalii banake havaa aa : rabba mere mai.n_nu bachaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.