la:
aa_ii jhuumatii bahaar
laa_ii dil kaa qaraar
dekho pyaar ho gayaa (2)
sai.nyyaa.N pahalii pahalii baar
baaje man ke sitaar
dekho pyaar ho gayaa (2)
la: laage tum sa.ng nain aayaa manawaa ko chain (2)
ta: ho.nge jab sa.ng sa.ng aane vaalii hai vo rain (2)
la: piyaa hu_ii terii jiit merii na_ii na_ii haar
la: dekho pyaar ho gayaa (2)
ta: aajaa chale.n ek saath aajaa
ta: aajaa chale.n ek saath leke haath me.n haath
la: laage chal saaraa jag kahii.n jaan le na baat (2)
ta: hu_aa jab ek baar kahii.n chhupataa hai pyaar
ta: dekho pyaar ho gayaa (2)
la: kabhii chhuuTe na priit terii merii mere miit (2)
ta: daGaa pyaar me.n denaa ye nahii.n pyaar kii hai riit (2)
do: tuu hai mujh pe nisaar
do: mai.n huu.N tujh pe nisaar
do: dekho pyaar ho gayaa (2)
do: aa_ii jhuumatii bahaar
do: laa_ii dil kaa qaraar
do: dekho pyaar ho gayaa (2)
|