giitaayan An Interface to ISB

mere man kii ga.ngaa aur tere man kii jamunaa kaa - Sangam (1964)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Mukesh, Vyjayantimala 
View in Nagari (Hindi)
mere man kii ga.ngaa aur tere man kii jamunaa kaa bol raadhaa bol sa.ngam hogaa kii nahii.n are bol raadhaa bol sa.ngam hogaa kii nahii.n nahii.n, kabhii nahii.n! kitanii sadiyaa.N biit ga_ii.n hai.n haay tujhe samajhaane me.n mere jaisaa dhiiraj vaalaa hai koii aur zamaane me.n man kaa ba.Dhataa bojh kabhii kam hogaa kii nahii.n bol raadhaa bol sa.ngam hogaa kii nahii.n jaa jaa! do nadiyo.n kaa mel agar itanaa paavan kahalaataa hai kyo.n na jahaa.N do dil milate hai.n, svarg vahaa.N bas jaataa hai patthar pighale dile teraa nam hogaa kii nahii.n bol raadhaa bol sa.ngam hogaa kii nahii.n u.Nh terii Kaatir mai.n tarasaa yuu.N jaise dharatii saavan ko raadhaa raadhaa ek raTan hai saa.Ns kii aavan jaavan ko har mausam hai pyaar kaa mausam hogaa kii nahii.n bol raadhaa bol sa.ngam hogaa kii nahii.n jaao na kyo.n sataate ho! hogaa, hogaa, hogaa!
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.