giitaayan An Interface to ISB

tuu Dhuu.NDhataa hai jisako - Yaatrik (1952)  

Lyrics: Pt. Bhushan | Music: Pankaj Mullick | Singer(s): Dhananjay Bhattacharya 
View in Nagari (Hindi)
tuu Dhuu.NDhataa hai jisako bastii me aake ban me vo saa.Nvaraa salonaa rahataa hai, rahataa hai tere man me ... masajiid me ma.ndiro.n me.n parvat ke ka.nka.Do.n me.n nadiiyo.n ke paaniiyo.n me.n gahare sama.ndaro.n me.n leharaa rahaa hai vo hii khud apane baa.Nkapan me vo saa.Nvaraa salonaa rahataa hai, rahataa hai tere man me ... har zarre me ramaa hai har phul me basaa hai har chiiz me usiikaa jalavaa jhalak rahaa hai harakat vo kar rahaa hai har ik ke tan badan me vo saa.Nvaraa salonaa rahataa hai rahataa hai tere man me ... % endsong
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.