giitaayan An Interface to ISB

aapan jiivan darpaN nyaaraa - (Non-Film)  

Lyrics:  | Music:  | Singer(s):  
View in Nagari (Hindi)
aapan jiivan darpaN nyaaraa is me.n samaayaa ruup tihaaraa jag kii sevaa jiivan rakhataa karm tumhaare dharm hamaaraa rogii man ko tumhaarii aashaa jiivan ??? hamarii tumhaaraa man me.n samaayaa ruup tihaaraa aapan jiivan darpaN nyaaraa a.Ndhii aa.Nkh ko tumhaaraa darshan duHkh badarii me.n chamakataa taaraa mujhako bhii apanaa saa banaa do aap ho mere, ??? tumhaaraa man me.n samaayaa ruup tihaaraa aapan jiivan darpaN nyaaraa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.