giitaayan An Interface to ISB

baaGo.n me.n bahaar hai - Aradhana (1969)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: S D Burman | Singer(s): Rafi, Lata 
View in Nagari (Hindi)
pu : achchhaa to ye baat hai tum bhii sun lo jo jo savaal mai.n puuchhuu.N unakaa sach-sach javaab denaa Dan.h? strii: Dan.h pu : achchhaa, to baaGo.n me.n bahaar hai? strii: kyaa? pu : mai.n ne puuchhaa baaGo.n me.n bahaar hai? strii: haa.N hai pu : kaliyo.n pe nikhaar hai? strii: haa.N hai pu : to, to tumako mujhase pyaar hai strii: na na na, na na na, na na na, na na na pu : o~ baaGo.n me.n bahaar hai strii: hai pu : kaliyo.n pe nikhaar hai strii: hai pu : o~ tumako mujhase pyaar hai strii: na na na, na na na, na na na, na na na pu : o~ baaGo.n me.n bahaar hai ... strii: chho.Do haTo, jaa_o paka.Do na bai.nyyaa aa_uu.N na mai.n tere baato.n me.n sai.nyyaa pu : tumane kahaa hai dekho, dekho mujhe sai.nyyaa bolo tumako iqaraar hai strii: hai pu : phir bhii in.kaar hai strii: haa.N hai pu : o~ tumako mujhase pyaar hai strii: na na na, na na na, nahii.n nahii.n nahii.n nahii.n pu : o~ baaGo.n me.n bahaar hai tumane kahaa thaa mai.n sau duHkh sahuu.Ngii chupake piyaa tere man me.n rahuu.Ngii strii: vo sab kahuu.Ngii lekin vo na kahuu.Ngii tumako jisakaa intazaar hai pu : hai strii: phir bhii taqaraar hai pu : hai o~ tumako mujhase pyaar hai strii: na na na, na na na, na na na, na na na pu : o~ baaGo.n me.n bahaar hai strii: achchhaa chalo, chhe.Do aage kahaanii hotii hai kyaa bolo pyaar kii nishaanii pu : bechain rahatii hai prem diivaanii bolo kyaa dil beqaraar hai strii: hai pu : mujhape aitabaar hai strii: hai pu : jiinaa dushavaar hai strii: hai, hai pu : aaj somavaar hai strii: are baabaa, hai pu : tumako mujhase pyaar hai strii: hai na na na na na
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.