giitaayan An Interface to ISB

aa.Nkho.n me.n basaayaa thaa - Takkar (1995)  

Lyrics: Maya Govind | Music: Annu Malik | Singer(s): Kumar Sanu 
View in Nagari (Hindi)
hai e ho o aa.nkho.n me.n basaayaa thaa (aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa jab chaahuu.N tumhe.n dekhuu.N, aaiinaa banaayaa thaa) -2 aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa aa.Nkho.n me.n andheraa hai, vIraanaa seharaa hai naa jaane meraa vo chaa.nd, kis shahar me.n utaraa hai jIne kaa bataa tU hii, ab kyaa aramaan karuu.n mar jaane kaa ai dil, koii saamaan karuu.n ik saath jiye.nge ham (ik saath jiye.nge ham, kyo.n khvaab dikhaayaa thaa) - 2 jab chaahuu.N dekhuu.N, aa_iinaa banaayaa thaa kyaa jaan sakoge tum din kaise guzarataa hai ik pal bhii nahii gujare, haa.n aise guzarataa hai naa chain hii aataa hai, naa nii.nd hii aatii hai terii yaad aatii hai, aakar ta.Dapaatii hai mai.nne to tujhe jaanam maine to tujhe jaanam palako.n pe biThaayaa thaa - 2 jab chaahuu.N dekhuu.N, aa_iinaa banaayaa thaa hai e ho o aa.nkho.n me.n basaayaa thaa (aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa aa.nkho.n me.n basaayaa thaa, tumhe.n dil me.n chhupaayaa thaa jab chaahuu.N tumhe.n dekhuu.N, aaiinaa banaayaa thaa ) - 2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.