abhi: hai e ho o ...
alkaa: laah laa laa ...
abhi: aa.nkho.n me.n base ho tum
(aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngaa
aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngaa
jab chaahuu.N tumhe.n dekhuu.N, aaiinaa banaa luu.ngaa) -2
aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngaa
alkaa: aa.nkho.n me.n base ho tum
(aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii
aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii
jab chaahuu.N tumhe.n dekhuu.N, aaiinaa banaa luu.ngii) -2
aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii
alkaa: takadiir merii ab to takadiir tumhaarii hai
zahaa.n dil thaa kabhii meraa tasviir tumhaarii hai
abhi: ye lab jo tere laraze mere dil me.n huii halachal
meraa chain churaataa hai terii aa.Nkh kaa kaajal
alkaa: abhii chain churaayaa hai
(abhii chain churaayaa hai, kal tumhe.n churaa luu.Ngii) -2
jab chaahuu.N tumhe.n dekhuu.N, aaiinaa banaa luu.ngii
abhi: he e ho o
abhi: tuu paas jo mere hai, kyaa kaam bahaaro.n se
ye chamakiile nainaa, kyaa kaam sitaaro.n se
alkaa: tere naam kii dha.Dakan huu.N tere naam kii saa.nse.n huu.N
ik pal naa judaa ho tum aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n ho.n
abhi: koii naame-e-vafaa pUchhe
(koii naame-e-vafaa pUchhe, mai.n naam teraa luu.ngaa) - 2
jab chaahuu.N dekhuu.N, aa_iinaa banaa luu.ngaa
abhi: ho o alkaa: aa
alkaa:
aa.nkho.n me.n base ho tum
(aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii
aa.nkho.n me.n base ho tum, tumhe.n dil me.n chhupaa luu.ngii
jab chaahuu.N tumhe.n dekhuu.N, aaiinaa banaa luu.ngii ) - 2
abhi: he e ho o
|