giitaayan An Interface to ISB

ik pal ruk jaanaa sarakaar - Dholak (1951)  

Lyrics: Aziz Kashmiri | Music: Shyam Sundar | Singer(s): Rafi, Lata 
View in Nagari (Hindi)
Dholak (1951) : Lata, Rafi : Shaymsunder : Aziz Kashmiri ra : ik pal ruk jaanaa sarakaar na maaro do naino.n ke vaar ki ik pal ruk jaanaa sarakaar la : ik pal haT jaanaa sarakaar jhuuThe tum ho tumhaaraa pyaar ki ik pal haT jaanaa sarakaar ra : kit chale hame.n ta.Daapaa ke ik ra.ng nayaa dikhalaa ke ki ik pal ruk jaanaa sarakaar na maaro do naino.n kii maar ki ik pal ruk jaanaa la : ik pal haT jaanaa sarakaar jhuuThe tum ho tumhaaraa pyaar ki ik pal haT jaanaa sarakaar o ab aur sahaaraa Dhuu.NDhe chal kar nayaa diyaaraa Dhuu.NDhe ki ab to ho gaye hai.n bekaar maa.Nge chal kar kahii.n udhaar ik pal haT jaanaa sarakaar jhuuThe tum ho tumhaaraa pyaar ki ik pal haT jaanaa ra : ik pal ruk jaanaa sarakaar na maaro do naino.n ke vaar ki ik pal ruk jaanaa ye dil phaTanae kii baate ham se duur haTane kii baate.n ki ik pal ruk jaanaa sarakaar na maaro do naino.n kii maar ki ik pal ruk jaanaa la : ik pal haT jaanaa sarakaar jhuuThe tum ho tumhaaraa pyaar ki ik pal haT jaanaa o~ dil phaT gayaa hai to sii lo chaahe mar jaao yaa jii lo ki ik pal haT jaanaa sarakaar jhuuThe tum ho tumhaaraa pyaar ki ik pal haT jaanaa ra : ki ik pal ruk jaanaa sarakaar na maaro do naino.n kii maar ki ik pal ruk jaanaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.