giitaayan An Interface to ISB

aaj mai.n uupar, aasamaa.N niiche - Khaamoshi - The Musical (1996)  

Lyrics: Majrooh | Music: Jatin-Lalit | Singer(s): Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu 
View in Nagari (Hindi)
pa da ni ni, ah re ve taara reve taa raaraa ni pa da ni ni, rivi taaraa rivi ri ri paa ram aaj mai.n uupar, aasamaa.N niiche aaj mai.n aage, zamaanaa hai piichhe ##Tell me## o Kudaa ab mai.n kyaa karuu.N cahluu.N siidhii ki ulTii chaluu.N aaj mai.n uupar, aasamaa.N niiche ... yuu.N hii bin baat ke, chhalake jaaye ha.Nsii Dole jab havaa, laage gud_gudii sambhaalo gir pa.Duu.N are are are are are taubaa kyaa karuu.N chaluu.N siidhii kii ulTii chaluu.N aaj mai.n uupar ... aaj mai.n uupar, aasamaa.N niiche aaj mai.n aage, zamaanaa hai piichhe ##Tell me## o Kudaa ab mai.n kyaa karuu.N sar ke bal yaa kadam se chaluu.N aaj mai.n uupar ... jhuume.n jaa mauj me.n rukanaa na jaan-e-jaa.N dekhuu.N ye tara.ng rukatii hai kahaa.N mai.n bhii tere sa.ng in laharo.n pe chaluu.N sar ke bal yaa kadam se chaluu.N aaj mai.n uupar ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.