mast pavan hai cha.nchal dhaaraa -2
man kii naiyaa Dol naa jaaye
mast pavan hai cha.nchal dhaaraa
aaj samaa hai kitanaa pyaaraa -2
man kii naiyaa Dol naa jaaye
mast pavan hai cha.nchal dhaaraa
(man me.n hai.n bechain uma.nge.n
jaise mauje.n saagar kii)-2
denaa? mujhako koii? sahaaraa -2
man kii naiyyaa ...
(miit binaa jiivan biite naa
raah kaTe bin saathii ke)-2
raah kaTe bin saathii ke
Dhuu.NDh rahii huu.N koii kinaaraa
man kii naiyyaa ...
|