kaalii ghaTaa chhaaii, prem R^itu aaii
aaii aaii aaii aaii terii yaad aaii
tujhe Dhuu.NDhe mere nain
nahii.n nii.nd, nahii.n chain
kaalii ghaTaa chhaaii ...
yuu.N hii nahii.n chalii aaii.n bahaare.n
phuul yuu.N hii nahii.n khile
kuchh to hai kaaraN, itane yugo.n se
do premii nahii.n mile
chhoTaa saa jiivan, lambii judaaii, kaalii ...
%This stanza is only in the Rafi version
parbat parbat gulashan gulashan
mele milan ke lage
ek hii pal me.n nii.nd se jaise
dard hazaaro.n jage
dil kii lagii ne lii a.nga.Daaii, kaalii ...
%This stanza is only in the Lata version
birahaa kii kaalii raato.n ke
ra.ng se kaajal banaa
kaajal mil gayaa a.Nsuvana me.n to
kaalaa baadal banaa
kis baadal ne aag lagaaii, kaalii ...
|