giitaayan An Interface to ISB

ham chal rahe the, vo chal rahe the, magar duniyaavaalo.n ke dil - Duniyaa Na Maane (1959)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: Madan Mohan | Singer(s): Lata, Mukesh 
View in Nagari (Hindi)
ham chal rahe the, vo chal rahe the magar duniyaavaalo.n ke dil jal rahe the ham chal rahe the, vo chal rahe the magar duniyaavaalo.n ke dil jal rahe the ham chal rahe the vohii hai phizaaye.n vohii hai havaaye.n magar pyaar ki ab nahii vo adaaye.n vohii hai phizaaye.n vohii haihavaaye.n magar pyaar ki ab nahi vo adaaye.n bulaaye.n ham unako, magar vo na aaye.n ham chal rahe the, vo chal rahe the magar duniyaavaalo.n ke dil jal rahe the ham chal rahe the unhe.n bhulakar bhii, bhulaa naa sakU.ngaa jo dil me.n lagii hai bujhaa naa sakU.ngaa unhe.n bhulakar bhii, bhulaa naa sakU.ngaa jo dil me.n lagii hai bujhaa naa sakU.ngaa mai.n sapano.n kii duniyaa sajaa naa sakU.ngaa ham chal rahe the, vo chal rahe the magar duniyaavaalo.n ke dil jal rahe the ham chal rahe the
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.