giitaayan An Interface to ISB

kah rahii.n hai.n dha.Dakane.n pukaar kar - Laal Pari (1954)  

Lyrics: Asad Bhopali | Music: Hansraj Behl | Singer(s): Geeta, Talat 
View in Nagari (Hindi)
G: kah rahii.n hai.n dha.Dakane.n pukaar kar chupake chupake dhiire dhiire pyaar kar T: tum ko paayaa apane dil ko haar kar chhup na jaanaa zi.ndagii sa.Nvaar kar G: hasiin raat jag uThii machal rahii hai chaa.ndanii -2 chaman chaman bahaar hai mere sanam nigaaho.n me.n Kumaar hai mere sanam sadqe tere dil ke mere aisi nii.nd se na hoshiyaar kar chupake chupake dhiire dhiire pyaar kar kah rahii.n hai.n dha.Dakane.n pukaar kar chupake chupake dhiire dhiire pyaar kar T: bhulaa bhii de Kataao.n ko ha.Nsaa bhii de fizaao.n ko - 2 nahii.n hai bas me.n dil meraa o naazanii.n kareeb aa nazar mila o naazanii.n tu jo kahe laa duu.N abhii aasamaa.N se chaa.Nd ko utaar kar chhup na jaanaa zi.ndagii sa.Nvaar kar G: kah rahii.n hai.n dha.Dakane.n pukaar kar chupake chupake dhiire dhiire pyaar kar
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.