giitaayan An Interface to ISB

aaye hai.n balamaa ho din pyaare pyaare - Chand (1944)  

Lyrics: Qamar Jalalabadi | Music: Husnlal-Bhagatram | Singer(s): Zeenat Begum, Durrani 
View in Nagari (Hindi)
zii : aaye hai.n balamaa ho din pyaare pyaare aaye hai.n balamaa aaye hai.n balamaa ho din pyaare pyaare ab jaage bhaag hamaare, din pyaare pyaare tum haar haar kar jiit gaye /-2 ham jiit jiit kar haare balamaa hamaare /-2 aaye hai.n balamaa /threedots du : duniyaa hai ye priit kii dushman riit ye dekhe priit kii dushman duniyaa na_ii basaaye.nge hum tum do : gaaye.nge hum tum mil ke giit hamaare din pyaare pyaare aaye hai.n balamaa /threedots zii : na_ii Kushiyaa.N aaj bulaatii.n hai.n /-2 kar kar ke ishaare balamaa hamaare /-2 do : aaye hai.n balamaa ho din pyaare pyaare
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.