giitaayan An Interface to ISB

ab to nahii.n duniyaa me.n kahii.n apanaa Thikaanaa - Nadan (1943)  

Lyrics: Zia Sarhadi | Music: K Datta | Singer(s): Noorjehan 
View in Nagari (Hindi)
ab to nahii.n duniyaa me.n kahii.n apanaa Thikaanaa dushman hai zamaanaa ab kis se kahe.n, kaun sune apanaa fasaanaa, dushman hai zamaanaa maanaa ke har ek tarah se laachaar hue hai.n sab kaam hamaare liye dushvaar hue hai.n lekin kabhii sadamo.n se Dare hai.n, na Dare.nge sab sahate rahe.nge ban jaaye.nge taqadiir ke tiiro.n kaa nishaanaa dushman hai zamaanaa (aae_gaa agar jii me.n ki roye.n to ha.Nse.nge)2 is tarah jiye.nge soyii hu_ii taqadiir ko aataa hai jagaanaa, dushman hai zamaanaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.