giitaayan An Interface to ISB

na jaane kyuu.n hamaare dil ko tumane dil nahii.n samajhaa - Mohabbat Zindagi Hai (1966)  

Lyrics: S H Bihari | Music: O P Nayyar | Singer(s): Rafi 
View in Nagari (Hindi)
na jaane kyuu.n hamaare dil ko tumane dil nahii.n samajhaa na jaane kyuu.n ( ye shiishaa to.D Daalaa ) - 2 pyaar ke qaabil nahii.n samajhaa na jaane kyuu.n ( hamaaraa pyaar dekho aur hamaaraa hausalaa dekho ) - 2 muhabbat kaa junuu.n hamako kahaa.N tak le chalaa dekho ( tumhii.n ne jaan le lii ) - 2 aur tumhe.n kaatil nahii.n samajhaa na jaane kyuu.n ... ta.Dap dii bhii to aisii dii ke mushkil ho gayaa jiinaa chalaaye tiir wo tumane ke chhalanii ho gayaa siinaa ( aur usapar ye sitam hai ) - 2 ke hame.n ghaayal nahii.n samajhaa na jaane kyuu.n ... ( muhabbat kaa ye jaaduu ek din sar cha.Dh ke bolegaa ) - 2 har ik aa.Ndhii har ik tuufaan ko daaman me.n le legaa ( muhabbat ne kisii bhii ) - 2 kaam ko mushkil nahii.n samajhaa na jaane kyuu.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.