giitaayan An Interface to ISB

do din kii zi.ndagii me.n dukha.De hai.n beshumaar - Poonam (1952)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
do din kii zi.ndagii me.n dukha.De hai.n beshumaar dukha.De hai.n beshumaar do din kii zi.ndagii me.n dukha.De hai.n beshumaar dukha.De hai.n beshumaar hai zi.ndagii usii kii jo ha.Ns ha.Ns ke de guzaar ha.Ns ha.Ns ke de guzaar ubhare.n ge phir sitaare chamake gaa phir se chaa.Nd chamake gaa phir se chaa.Nd ubhare.n ge phir sitaare chamake gaa phir se chaa.Nd chamake gaa phir se chaa.Nd uja.De hue chaman me.n aae gii phir bahaar aae gii phir bahaar hai zi.ndagii usii kii jo ha.Ns ha.Ns ke de guzaar ha.Ns ha.Ns ke de guzaar hai dhuup kahii.n chhayaa ye zindagii kii riit ye zindagii kii riit hai aaj terii haar sakhii kal hai terii jiit hai aaj terii haar sakhii kal hai terii jiit har saa.Ns tujh se bas yahii kahatii hai baar baar kahatii hai baar baar hai zi.ndagii usii kii jo ha.Ns ha.Ns ke de guzaar ha.Ns ha.Ns ke de guzaar marane ke sau bahaane jiine ko sirf ek ummiid ke sharuu me.n bajate hai.n dil ke taar bajate hai.n dil ke taar hai zi.ndagii usii kii jo ha.Ns ha.Ns ke de guzaar ha.Ns ha.Ns ke de guzaar do din kii zi.ndagii me.n dukha.De hai.n beshumaar dukha.De hai.n beshumaar
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.