giitaayan An Interface to ISB

apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare - Sabz Baagh (1951)  

Lyrics: Aziz Kashmiri | Music: Vinod | Singer(s): Rafi, Asha 
View in Nagari (Hindi)
rafi: apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare asha: ham tamaashaa nahii.n ham tamaashaa nahii.n ham se ye tamaashaa na kare rafi: apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare rafi: dekhane waalo.n se ho.a.a dekhane waalo.n se kahatii hai ki ham marate hai.n dekhane waalo.n se kahatii hai ki ham marate hai.n payaar karanaa hai, ajii haa.N payaar karanaa hai to phir payaar kaa charachaa na kare asha: ham tamaashaa nahii.n ham tamaashaa nahii.n ham se ye tamaashaa na kare rafi: apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare asha: saath jaatii hai nazar is kii jidhar jaate hai.n saath jaatii hai nazar ho.a.a saath jaatii hai nazar is kii jidhar jaate hai.n saath jaatii hai nazar is kii jidhar jaate hai.n tirchhii nazaro.n se, ajii haa.N tirchhii nazaro.n se hame.n dekh ke chhe.Daa na kare rafi: ham tamaashaa nahii.n ham tamaashaa nahii.n ham se ye tamaashaa na kare apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare rafi: jaate jaate kabhii ho.a.a jaate jaate kabhii dekhe.n to hame.n kahatii hai jaate jaate kabhii dekhe.n to hame.n kahatii hai bin bulaae koii, ajii haa.N bin bulaae koii aa.Nkho.n me.n samaayaa na kare asha: ham tamaashaa nahii.n ham tamaashaa nahii.n ham se ye tamaashaa na kare both: apanii tasaviir se kah do hame.n dekhaa na kare
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.