giitaayan An Interface to ISB

lagaa hai kuCh aisaa nishaanaa kisii kaa - Sipahiya (1949)  

Lyrics: Banvaasi | Music: C Ramchandra | Singer(s): Lata, Chitalkar 
View in Nagari (Hindi)
L : lagaa hai kuCh aisaa nishaanaa kisii kaa ye dil ho gayaa hai diivaanaa kisii kaa C : mere hosh jaate rahe dekhate hii qayaamat haavas(?) muskuraanaa kisii kaa L : koii man me aakar ke aise basaa hai ki mushkil huaa bhulaanaa kisii kaa C : milii un se aa.Nkhe.n to bijalii sii taDapii L : milii un se aa.Nkhe.n to bijalii sii taDapii kuCh aisaa thaa aa.Nkhe.n laDaanaa kisii kaa ye dil ho gayaa hai diivaanaa kisii kaa
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.