giitaayan An Interface to ISB

jaane kyuu.N Kwaabo.n kaa mausam hai - Veer-Zaara (2004)  

Lyrics: Javed Akhtar | Music: Madan Mohan | Singer(s): Lata 
View in Nagari (Hindi)
jaane kyuu.N Kwaabo.n kaa mausam hai aur mai.n huu.N mausam hai aur mai.n huu.N jaane kyuu.N yaado.n kii shabanam hai aur mai.n huu.N shabanam hai aur mai.n huu.N yaade.n laaii.n hai.n Kushiyaa.N bhii aa.Nsuu bhii jaane kyuu.N ik aisaa sa.ngam hai aur mai.n huu.N sa.ngam hai aur mai.n huu.N (barase jo ra.ng itane saare ra.ngii.n hue sab nazaare) -2 lekin meraa dil kahii.n bhii lagataa nahii.n bin tumhaare tumako bas tumako dil Dhuu.NDhe dil maa.Nge jaane kyuu.N har lamhaa ye sitam hai aur mai.n huu.N ye sitam hai aur mai.n huu.N jaane kyuu.N Kwaabo.n kaa ... (ye waadii ab so gaI hai kohare me.n hii kho gaI hai) -2 saarii fizaa saa.Ns roke gumasum-sii ab ho gaI hai saarii duniyaa me.n ab koI nahii.n jaise jaane kyuu.N bas meraa hamadam hai aur mai.n huu.N hamadam hai aur mai.n huu.N jaane kyuu.N yaado.n kii ... yaade.n laaI hai.n ... laa laa laa laa laa laa laa laa huu.N huu.N huu.N aur mai.n huu.N
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.