giitaayan An Interface to ISB

gorii chalo na ha.ns kii chaal zamaanaa dushman hai - Beti Bete (1964)  

Lyrics: Hasrat | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Rafi, Asha 
View in Nagari (Hindi)
ra : gorii chalo na ha.ns kii chaal zamaanaa dushman hai terii umar hai solah saal zamaanaa dushman hai aa : kuchh paravaah nahii.n sarakaar zamaanaa dushman ho mujhe tumase hu_aa hai pyaar zamaanaa dushman ho ra : o chaa.Nd sii ujalii hasiinaa tum chho.D do aanaa-jaanaa rokegaa tumhaarii raahe.n ham jaisaa ko_ii diivaanaa aa : ko_ii laakh lagaa_e pahare mai.n pahare to.D ke aa_uu.N huu.N tere milan kii pyaasii mai.n duniyaa chho.D ke aa_uu.N ra : ye ishq hai aag kaa dariyaa tum soch-samajh ke utaranaa hai.n isame.n hazaaro.n tuufaa.N aasaan nahii.n hai guzaranaa aa : jab pyaar kaa ba.ndhan baa.Ndhaa phir aag ho yaa ho paanii Dar jaa_e vo kaisii ulfat jal jaa_e vo kaisii javaanii ra : gorii chalo na ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.